shakarqandi(sweet potatoes) ke faide in urdu
sweet potatoes ke faide
potato benefits in urdu
sweet potato in hindi
sweet potato benefits
nutritional value of sweet potatoes.
shakarqandi ke mashoor qisim ki jarh he.jo ke zaiqe aur tibbi faidon se bhar poor hoti he.shakarqandi garam mizaj hoti he isi liye shakarqandi ko sardiyon men shok se khaya jata he.shakarqandi men glucose,vitamin A,B,C aur E paya jata he.shakarqandi dimagh ko taqat deti he.shakarqandi jism ko mota karti he.shakarqandi quwat-e-baah ko barhati he.bashrtye ke shakarqandi ko cheeni ke sath istemal kiya jaey.shakarqandi jaryan ke liye be had mufeed he.diabetes aur dil ke mariz shakarqandi ko istemal na karen.shakarqandi der hazam aur qabiz he kamzor mede wale hazrat ise istemal na karen.kamzor binai wale afrad ke liye shakarqandi khana mufeed he.shakarqandi men mojood calsium,potassium,vitaminB aur C aur beta carotine alcer hone ke khatrat se bhi mehfooz rakhta he.agar koi mede ke alcer men mubtila ho to wo shakarqandi ka istemal zarur kare.shakarqandi dimagh ke liye faide mand he.shakarqandi mani ko garha karta he.motape wale logon ke liye shakarqandi ka istemal sahi nahi he.
Related