• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Urdu Totke logo

  • Home
  • Kitchen Recipe
  • Skin
  • Health
  • Hair
  • Women
  • Makeup
  • Fashion
  • Men
  • Foot
  • Hands
  • Weight Loss
  • Islam
    • Hazrat Ali
    • Qurani Wazaif
    • Masnoon Duain
    • Ramzan Mubarak
You are here: Home / Islam / Shab e Qadr ki Ehmiyat Qayamat Tak Rahegi

Shab e Qadr ki Ehmiyat Qayamat Tak Rahegi

June 6, 2017 by urdutotke Leave a Comment

Shab e Qadr ki Ehmiyat Qayamat Tak Rahegi

Shab e qadr kab tak rahegi

Shab e qadr aur Taaq raaton ki Maloomat:

Hazrat Abuzar R.A farmate hain ke mai ne Huzoor Peace Be Upon Him arz kia ke shab e qadr nabi ke zamana ke saath khas rehti hai ya baad mai bhi hoti hai? huzoor peace be upon him ne farmaya qayamat tak rahegi mai ne gharz kia Ramzan ke kis hisse mai hoti hai?

Aap Peace Be Upon Him ne farmaya kay ashra awwal aur ashra akhir mai talash karo, phir huzoor peace be upon him baaton mai mashghool hogae, mai ne moqa pa kar arz kia huzoor! ye batla dijiye ke ashra ke kon se hisse mai hoti hai. Huzoor Peace Be Upon Him itne naraz hue ke na is se qabal mujh par itne khafa hue the aur na baad mai hue aur farmaya ke agar Allah Jal Shana ka ye maqsood hota to batla na dete, akhir ki 7 raaton mai talash karo, bas is ke baad kuch na pucho.

Filed Under: Islam, Ramzan Mubarak Tagged With: Shab e qadr aur Taaq raaton ki Maloomat

Previous Post: « Shab e Qadar aur Taaq Raaten kon si hoti hain
Next Post: Khoye ka halwa recipe in urdu »

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar


Follow Us on Social Platforms

Categories

  • Beauty Tips in Urdu
  • Desi Totkay
  • Dry Fruits Tips
  • Fashion
  • Foot
  • Fruits
  • Hair
  • Hands
  • Hazrat Ali
  • Health
    • Herbal Tips
    • Natural Health Tips
    • Pulses
  • Islam
    • Wazaif
  • Kitchen Recipe
    • Cooking Recipe in Urdu
    • Fast Food
    • Juice
    • Meat
    • Snacks Recipe
    • Sweets Recipe
    • Tea Time
    • Vegetable Recipe
  • MAJMOA-e-WAZAIF
  • Makeup
  • Masnoon Duain
  • Men
  • Nails
  • Qurani Wazaif
  • Ramzan Mubarak
  • Skin
  • Tips in Urdu
  • Urdu Tips
  • Urdu Totkay
  • Weight Loss
  • Women




Copyright © 2019 Urdu Totke on the Urdu Totke