roghan-e-badam ke faide in urdu

roghan-e-badam ke faide in urdu

                                                        almond oil benefits
                                                             almond oil uses
                                                        benefits of almond oil
                                                   almond oil for hair benefits
                                                          use of almond oil.

roghan-e-badam ke boht se faide hen.roghan-e-badam ka mizaj garam he maghaz-e-badam se ek khas masheen ke zarye tel nikala jata he jise roghane badam kehte hen.roghan-e-badam jild ke liye boht mufeed he.rogha-e-badam jild ke dead cell ko khatam karta he.chehre aur jild ko qudrati tor par sehat mand aur khoobsurat banata he.jild ki rangat nikharta he aur chamak peda karta he.chehre ki jhuryan khatam karta he aur ankhon ke halqe door karta he.roghan-e-badam ke istemal se dimagh tez aur baal mazboot aur ghane hote hen.hafze ko tez karta he.roghan-e-badam kaan men dalne se khushki khatam hoti he.roghan-e-badam qabz ko door karta he.jism ko taqat deta he.roghan-e-badam diabetes ke marizon ke liye ala ghiza he.doodh ki kami ki soorat men roghan-e-badam iska badal he.khoon ki kami ko door karta he.roghan-e-badam amraz-e-qalb men faide mand he.

Recent Posts

Best Heart Touching Quotes in Urdu

Heart-touching quotes have the power to evoke deep emotions and feelings within us. They can…

3 months ago

Areesha Name Meaning in Urdu

Looking for the meaning of the name Areesha? You've come to the right place! In…

7 months ago

Shazia Name Meaning in Urdu

Looking for the meaning of the name Shazia? You've come to the right place! In…

7 months ago