rizq men barkat ki dua in urdu

rizq men barkat ki dua in urdu 1

rizq men barkat ki dua in urdu

1;  7 daane jau ke len aur wazu kar ke in par YA FATTAHO YA RAZZAQO 997 baar parh kar dam kar ke in daano par.in daano ko apne paison wali jagah par rakh den aur jitna chahen in men se kharch karen bina shumar kiye.INSHAH ALLAH wo theli kabhi khali na hogi.

2;  baa wazu paak saaf jagah par ye amal karen. chaawal ke 7 daane le kar har daane par 11, 11 martaba DUROOD SHAREEF parhen phir YA RAZZAQO 70 baar parhen phir dobara chawal ke har dane par 11, 11 martaba DUROOD SHAREEF parhen.ye daane parhne ke baad in daano ko sambhal kar rakhen apne paison wali jagah par.

Leave a Comment