Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din Bus Wafa Ki Buri Aadat Choot Jaane Doh
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din Bus Wafa Ki Buri Aadat Choot Jaane Doh
Aese Darwaishon Se Milta Hai Shijra Hamara Jin Ke Jhuto’n Tille Badshah Bhi Apne Taj Rakhte Hain
Sikandar Mizajon Se Bus Itna Kehna Qalandar Mizajon Mein Hum Bethey Hain Jaante Hain Gur Badshahi Ke Saare Magar Badshahon Mein Kam Bethey Hain
Tha Tera Hukam Soo Jannat Se Zameen Per Aaya Ho Gaya Khatam Tamasha Toh Main Jaun Wapis
Fitoor Hota Hai Har Umar Mein Juda Juda Khilona, Ishq, Paisa Aur Phir Khuda Khuda فتتور ہوتا ہے ہر عمر میں جدا جدا کھلونا ، عشق ، پیسہ اور پھر خدا خدا
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda Bahut Si Baatein Hai Jo Tujhse Akele Mein Karunga
Waqt Ke Aik Damachey Ki Deir Hai Meri Faqeeri Bhi Kya Teri Badshahi Bhi kya
Ishq Toh Ishq Hai Sahab Majazi Ho Ya Haqeeqi Jo Maza Tarapne Mein Hai Woh Sukoon Mein Kahan