Mujhko Phir Chooriyon Ka Tohfa Doh
Mujhko Phir Chooriyon Ka Tohfa Doh Eid Phir Se Kareeb Aa Ponchi
Mujhko Phir Chooriyon Ka Tohfa Doh Eid Phir Se Kareeb Aa Ponchi
Apna Toh Kisi Tor Guzar Jayega Yeh Din Tum Jissey Milo Aaj Ussey, Eid Mubarak
Meri Aarzu’on Ki Tameed Tum Ho Mera Chand Tum Ho Meri Eid Tum Ho
Ussey Milna Toh Ussey Eid Mubarak Kehna Yeh Bhi Kehna Ke Meri Eid Mubarak Kar De
Chalo Acha Hua Eid Ab Ke Bhi Tanha Guzar Gayi Gale Mil Ke Bahut Rote Jo Tum Aa Jaate
Ussey Kehna Ke Chahat Ka Bahram Tutne Na Dena Tum Pal Do Pal Hee Aa Jaana Suna Hai Eid Aayi Hai
Gairon Mein Hai Jo Shaad Ussey Eid Mubarak Hum Jisko Nahi Yaad Ussey Eid Mubarak
Eid Ke Chand Ko Dekhe Na Koi Mere Siwa Iske Deedar Ko Aik Saal Guzara Maine
Sahab e Aqal Hain Aap Aik Masla Toh Hal Kijiye Ruk e Yaar Nahi Dekha Kya Meri Eid Ho Gayi
Main Muntazir Hun, Teri Deed Ka Tu Nazar Aaye Chand Ban Ke Eid Ka