peanuts(moong phali) health benefits in urdu

peanuts nutrition
peanuts benefits
peanut butter health benefits
peanuts good for you
peanuts healthy
peanuts for health.
peanuts ek boht hi mashhoor aur har dil aziz meva he.peanuts ko sardiyon men bht shok se khaya jata he.peanuts badan ko garmi aur taqat pohnchata he.peanuts ka istemal duble patle afrad aur body building karne walon ke liye boht ghizayat bakhsh sabit hota he.peanuts men qudrati tor par aise antioxidants pay jate hen jo ghizayat ke aitbar se seb,gajar aur chuqandar se bhi zyada hote he.sirf yahi nahi balke peanuts ke tibbi fawaid kai amraz se hifazat ka bhi behetreen zarya he.peanuts men mojood qudrati iron khoon ke nae khlye banane men ahem kirdar ada karta he.peanuts men mojood vitamin E cancer ke khilaf larhne ki bharpoor salahyat rakhta he.dia betes ke marizon ke liye bhi peanuts boht faide mand he.girte hue baalon aur nakhuno ke liye bhi peanuts behad mufeed he.peanuts mede aur pheprhe ke liye faide mand he ye dono ko taqat deta he.peanuts dimaghi taqat ko barhata he.kharish hone ki soorat men peanuts ka istemal na karen.