Papaya Benefits in Urdu | Papite ke faide

Papaya Benefits in Urdu | Papite ke faide

papaya benefits for skin in urdu

Papaya beauty tips and health benefits in urdu:

Papita ko farsi mai papita aur angrezi mai papaya kehte hain. Ye Pakistan aur Hindustan samet deegar garam ilaqon mai paya jata hai. Tarikh ke aaghaz se hi garam mumalik ke log papite se waqfiyat hain. Hazrat Iesaa A.S ki paidaish se qabl aur baad jangli haseenain apni jild ko naram banane, jhaaiyon aur daagh dhabbo se mehfooz rakhne ke liye papite ka goodha istemal kia karti thi. Papite ke fawaid mundarja zel hain.

  1. Jism ko taqat deta hai.
  2. Wazan ghatane mai madad karta hai. (Papaya for weight loss)
  3. Quwat madafa’at barhata hai. (Mardana taqat ke liye)
  4. Haazma behter karta hai.
  5. Motia se mehfooz rakhta hai.
  6. Dil ko taqwiat deta hai.
  7. Muscles ke tissue dobara banane mai madad karta hai.

Leave a Comment