paon ki badboo ka gharelu elaj in urdu
stinky feet
smelly feet
smelly feet cure
foot odor remedies
stinky feet cure
what causes smelly feet.
paon ki badboo ki sab se barhi wajah he paon ki safai na karna.aur doosra gande moze pehenna.aur 3teesra band joote pehenna aise joote jin men se hawa ka guzar na hota ho.
1; jin logon ke peron men paseena zyada ata ho wo limo ke pani men ane peron ko 15 mint tak bhigo kar rakhen.
2; jin logon ke peron men paseena ata ho band jooton ka istemal har waqt na karen sirf zarurat ke waqt pehne.aur khuli chappal ya sendil ka istemal karen.
3; jin logon ke peron men paseena ata ho wo rozana dhule hue moze pehne.
4; jin logon ke peron men paseena ata ho wo jab bhi wash room jaey paon zarur dhoey.baaz logon ko paon dhone ki adat nahi hoti.
5; jin logon ke peron men paseena ata ho aur jab bhi nahaey paon ko neem soap se dhoey.
Article Categories:
Urdu Tips