pait main gas ka ilaj in urdu

pait main gas ka ilaj in urdu

                                                            pait main gas ka ilaj
                                                     pait main gas ka ilaj in urdu
                                                             pait ki gas ka ilaj
                                                                pait main gas.

GAS ka masla aaj kal ke dor men ek aam masla he qk aaj ke dor men hum kuch bhi asli ghiza nahi kha rahe hen har cheez men milawat he.kher iska to kuch kiya nahi ja sakta haan albatta hum ghrelu totke zarur kar sakte hen.kuch gharelu totke aapko batati hun.

1;  khane ke baad gurh khane se pait men gas nahi hoti.

2;  khane ke baad thorha sa adrak khane se pait men gas nahi hoti.

3;  khanon ke sath salad(kachi sabzi) ka istemal lazmi rakhen.

4;  moli men namak aur kali mirch laga kar khane pait ki gas khatam ho jati he.

5;  shaljam ko paka kar khaen ya kacha dono surton men gas ke liye mufeed he.

6;  amrood men namak laga kar khane se gas door hoti he aur qabz nahi hota he.

7;  karele ka juice gas ko khatam karne ke liye boht mufeed he.

8;  1 glass neem garam pani men limu ka ras aur 10 kali mirchen pees kar daal kar pi lene se gas khatam ho jati he.

9;  sonf ya phir (sookha dhanya) ko pani men ubaal kar iska qehwa bana kar pine se gas khatam ho jati he.

10; khana khane ke baad lazmi pehle khane ko hazam karen khana kha kar sone se jism ke andar boht si bimariyan peda hoti hen.

Recent Posts

4 Cheezen Rizq, Nazar, Aqal Aur Taqat Barhrati Hain

https://www.youtube.com/watch?v=WXujnZ8WStw

7 months ago

Health Tips in Urdu and Hindi

https://www.youtube.com/watch?v=AxeLTwTGzls

7 months ago

Totkay in Urdu | Gharelo Totkay in Urdu

https://www.youtube.com/watch?v=tTpW7X8_nfo

7 months ago