onions(pyaz) health benefits in urdu
onion health benefits
onions health benefits
red onion health benefits
white onion benefits
red onion nutrition.
onions wese to kai aqsam ke hote hen magar har aqsam ki apni quality hoti he.onions kai shakal ke hote hen.onion ka mizaj garam hota he.onion men mojood khasyat jism men mojood becteriya ka khatma karti he.onion body men dakhil ho kar khoon ko zehrile maade se paak kar ke khoon ko saaf karti he aur hamare jism ko taro taza karti he.onion nazla zukaam se bachati he.bhook barhati he.haddiyon ko mazboot banati he.dimaghi dabao aur thakawat se bachati he.fungas infection se hifazat karti he.fishar-e-khoon ko aitedal men lati he.barhi aant ke sartan se bachati he.onion ko sabzi aur daal men istemal karne se khoon men shakkar ki sitah kam ho jati he.onion men phosphoras aur folad pae jate hen jo ke sehat ke liye be had zaruri he.small onion ko apni jeb men rakhne se loo nahi lagti.salad men onion men limo ka ras shamil kar ke istemal karne se sehat achi rehti he.onion men mojood sulfur baalon ko lambe,ghane,mazboot aur kaale banate hen.onion ka juice sar pe lagane se nae kaale baal ugne lagte hen.