Neend na aane ka ilaj in urdu

Neend na aane ka ilaj in urdu

Aksar log raat ko so nahi paate aur unhe majburan jagna parta hai. Un logo ke liye totka mundarja zel hai.

neend ki kami ka ilaj

Neend aane ka totka:

Raat ko jagne ki beemari – Neend na ane par bhuni dhania 2 tola, bhuni khashkhas 2 tola, takham ka ho 2 tola, maghaz badam baghair chilka 2 tola, maghaz kaddu ek tola, barada sandal safed ek tola aur , tabasheer 9 masha. Sab ka chooran banakar baqadar 6 masha din mai 3 dafa doodh ya sharbat khashkhash ya pani ke saath istemal karen.

Leave a Comment