Natural Halawa Wax Recipe in Urdu

Urdutotke provides you easy recipe of halawa wax in Urdu and Roman Hindi.

natural halawa wax recipe in urdu

Ingredients:

  1. Cheeni  –  1 cup
  2. Shehed  –  1/4 cup
  3. Lemon juice  –  1/4 cup
  4. Pani  –  1/4 cup

Method:

Halawa wax banane ke liye cheeni,shehed,lemon juice aur pani in sab cheezon ko achi tarah mila kar choolhe par pakaeyn aur musalsal chamcha chalati rahen.jab ye bilkul garha ho jaey to ise chek kar len ke ye tayyar he ya nahi.ise chek karne ka tariqa ye he ke thora sa halawa wax thande pani men daal kar dekhen.wo jam jaey ga.iska matlab ke halawa wax tayyar he.halawa wax ko kisi tray men phela den.jab wo thanda ho jaey to use mustakil khench khench kar lamba karen phir fold karen.aapka halawa wax tayyar he.

Leave a Comment