namaz parhne ke 20 fawaid in urdu

namaz parhne ke 20 fawaid in urdu 1

namaz parhne ke 20 fawaid in urdu

   namaz parhne ke 20 fawaid in urdu

                                                                       namaz ke faide
                                                                       namaz ke fayde
                                                                       namaz k fawaid.

HADES-E-NABVI(S.A.W) HE KE;

mushkil waqt men namaz ki panah hasil karni chahye.

NABI-E-KAREEM(S.A.W) KO JAB BHI KOI MUSHKIL PESH AATI TO AAP(S.A.W) NAMAZ MEN PANAH LETE.

namaz ke fawaid;

1;  namaz husul-e-rizq ka baa’as he.

2;  namaz musibat ko door karti he.

3;  namaz dil ko taqweet pohnbhati he.

4;  namaz nafs ko farhat ata karti he.

5;  namaz jism men chusti peda karti he.

6;  namaz ansharah sadar peda karti he.

7;  namaz dil ko munawar karti he.

8;  namaz azaab ko dafa karti he.

9;  namaz shetaan se door rakhti he.

10; namaz sehat ata karti he.

11; namaz bimaryon se nijat deti he;

12; namaz chehre ko noor bakhshti he.

13; namaz susti door bhagati he.

14; namaz rooh ko ghiza deti he.

15; namaz nemat ki hifazat karti he.

16; namaz qawae jism ko dobala karti he.

17; namaz har cheez men barkat lati he.

18; namaz sar ke baal se le kar paon ke naakhun tak ko mazboot aur tawana karti he.

19; namaz burai se rokti he.

20; namaz apne ALLAH ke qareeb karti he.



Leave a Comment