namardi ka ilaj from quran in urdu
namardi ka ilaj from quran
mardana kamzori ka rohani ilaj
namardi ka ilaj quran se
mardana kamzori.
1; agar kisi shakhs men mardana kamzori he to ISM-E-BAARI TA’ALA YA QAWWIYO ek sans men 15 martaba parhen aur isi doran badan par hath pherta jaey jab 15 baar kar le to apne badan par phoonk maar le ye amal 7 baar karna he.is amal ko 40 din tak bila nagha karne se INSHAH ALLAH TA’ALA mardana taqat-o-quwat men be panah izafa hoga aur be panah quwat ka malik ban jaey ga.
2; iyyaka na’budu wa iyyaka nastaeen rozana namaz-e-fajar ke baad SURAH FATIHA ki ye ayat-e-mubarka 300 martaba parhen aur ye amal 120 din tak jaari rakhen INSHAH ALLAH namardi ka khatma ho jaey ga.
3; jo shakhs aurat se hambistiri par qadir na ho 1 paak saaf bartan par surah bayyinah poori is tarah likhe ke koi huruf mitne na paey phir is ko pani se dho kar pi le 3 din mutawatar aisa karne se poora faida hoga.
Related