Tips in Urdu

Naak ki haddi barh jana aur teda pan ka ilaj

Naak ki haddi barh jana aur teda pan ka ilaj

Naak ki haddi aur Gosht ka barh jana (Sinus Problem):

Aj kal naak ki haddi aur gosht barh jana aam si baat hogai hai aur kaha jata hai kay is ka ilaj nahi hai bal ke operation se theek hojata hai aisa kuch nahi hai is dunia mai koi aisi cheez nahi hai jis ka ilaj herbal mai na ho. Aur jesa ke sab jante hain kay kalonji mai mout ke siwa har bimari ka ilaj hai. To naak ke gosht aur haddi ko gosht ko phir se kam karne ke liye kalonji ka tel drop ki tarha istemal karen. Din mai 4 bar do do qatre dono naak mai daalen aur saath mai kalonji ko kisi malmal ke kapre mai baandh len aur din mai 4 se 5 bar lazmi ise naak soonghen. Lekin sirf ilaj se hi sab theek nahi ho sakta hai ilaj se zyada is bimari mai parhez zaroori hai. Kiun ke agar parhez na kia jae to dawai asar nahi karegi. Parhez mai bade ka gosht , khattai , tez namak, thanda pani, thandi cheezen , chaawal hafte mai sirf ek bar aur na khae to aur behter hai. Agar ap ne 6 mahine tak is amal ko jari rakha to ye bimari apki jar se khatam hojaegi aur phir kabhi nahi hogi. Jab ke operation se ye bimari phir se lag jati hai.

Recent Posts

4 Cheezen Rizq, Nazar, Aqal Aur Taqat Barhrati Hain

https://www.youtube.com/watch?v=WXujnZ8WStw

7 months ago

Health Tips in Urdu and Hindi

https://www.youtube.com/watch?v=AxeLTwTGzls

7 months ago

Totkay in Urdu | Gharelo Totkay in Urdu

https://www.youtube.com/watch?v=tTpW7X8_nfo

7 months ago