Melon Seeds Benefits in Urdu

Urdutotke provides you benefits of melon seeds in Urdu and Roman Hindi.

melon seeds benefits in urdu

Benefits of melon seeds:

Melon ke faide ke baare men to aapne boht suna hoga magar kiya aapko melon ke beej ke faide ke baare men pata he?agar nahi to hum aapko batate hen.

Melon seeds men boht zyada miqdar men protien paya jata he.jo ke aapke body aur mussules ko mazboot banata he.jo log vegeterian hen wo log to lazmi melon seeds ka istemal karen.qk gosht,machli,murghi aur ande men jo protien paya jata he wo protien melon seeds men mojood hota he.melon seeds men vitamin A,C aur E hote hen jo ke ankhon aur baalon ke masail ko door karte hen.cholestrol ko kam karta he aur blood pressure ko normal karta he.melon seeds ke istemal se body ka imunity level barhta he.melon seeds ke istemal se dibetes ko roka ja sakta he.flu aur thand se bacha ja sakta he.melon seeds ke istemal se motapa bhi khatam kar sakte hen.

 

Leave a Comment