Kisi ko Hasil Karne ki Dua

Kisi ko Hasil Karne ki Dua

shadi karne ka wazifa mohabbat pane ka wazifa apna deewana banane ka wazifa

Mohabbat hasil karne ki dua:

Kya aap kisi se muhabbat karte hain aur aap chahte hain ke wo bhi ap se muhabbat kare to is ke liye ek behtreen aazmoda mujrib amal hum apko bataenge. Ye amal ap nikah ki niyyat se karen, warna apko nuqsan hoga aur maqsad bhi poora nahi hoga. Is amal ko ap kuch din jaari rakhen. Insha Allah 8 se 10 dino mai apko farq nazar ajaega. Mohabbat ka amal ye hai qibla rukh mun kar ke ap 11 durood shareef parhen. Phir ap 21 dafa ooper dia gaya wazifa parhen. Phir apne mehboob aur us ki waalda ka naam len. Phir kisi cheez par dum kar ke ise khiladen ya agar kisi waja se ise khilana na mumkin ho to ap wazifa parh kar insan ka tasawwur kar ke 3 dafa apne ooper phoonk maaren.

durood shareef parhne ka faida

Leave a Comment