Kitchen Recipe in Urdu

Khubani ki chatni recipe in urdu

Khubani ki chatni recipe in urdu

Khubani ki Chatni Banane ka Tarika:

INGREDIENTS:

sokhi khobani 3 cup chop ki hoi

brain sugar 1 chuthai cup

adrak pisi hoi 1 chai ka chamcha

kishmish 1/2 cup

garam masalah pisa howa 1 chai ka chamcha

sirka 2 cup

namak 1 chai ka chamach

pani 2 cup 

METHOD:

ek patili men tamam chizon ko daal kar ubaal ane tak pakaye aur phir aanch halki kar ke dum par adha ghanta pakaye aur is duraan waqfon say chamach chalati rahen.jab chatni garhi ho jaye to nikaal kar thanda kar len.mazedar chatni taiyar hay.aap is ko freezer men mehfoz rakh sakti hay.

اجزاء

سوکھی خوبانی 3 کپ چوپ کی ہوئی

برائن سوگر 1 چوتھائی کپ

ادرک پسی ہوئی 1 چائے کا چمچہ

کشمش 1/2 کپ

گرم مصالحہ پسا ہوا 1 چائے کا چمچہ

سرکہ 2 کپ

نمک 1 چائے کا چمچ

پانی 2 کپ

ترکیب

ایک پتیلی میں تمام چیزوں کو ڈال کر ابال انے تک پکائیں اور پھر آنچ ہلکی کر کے دم پر آدھا گھنٹہ پکائیں اور اس دوران وقفوں سے چمچ چلاتی رہیں .جب چٹنی گاڑھی ہو جائے تو نکال کر ٹھنڈا کر لیں .مزیدار چٹنی تیار ہے .آپ اس کو فریزر میں محفوظ رکھ سکتی ہیں .

imli or khubani ki chatni
sokhi khubani ki chatni

Next Recipe: How to make custard cream with custard powder

Recent Posts

Maash daal gosht recipe pakistani

Maash daal gosht recipe pakistani Maash Daal Gosht Food Recipe in Urdu: Ingredients bakre ka…

1 week ago

Reshmi chicken recipe in urdu

Reshmi chicken recipe in urdu Reshmi Chicken Banane Ka Asaan Tariqa: Ingredients: murghi ka gosht…

1 week ago

Chicken dum pukht recipe in urdu

chicken dum pukht recipe in urdu Chicken Food Recipe in Hindi and Urdu: Ingredients: murghi…

1 week ago