Kaddu ke Beej ke Faide in Urdu

Urdutotke provides you benefits of pumpkin seeds in Urdu and Roman Hindi.

kaddu ke beej ke faide in urdu

Benefits of pumpkin seeds:

Kaddu ek bel par ugne wwali sabzi he.

Kaddu ko zyada tar gosht ke sath boht pasand farmaya jata he.jis tarah kaddu ke boht sare faide hen usi tarah kaddu ke beej ke bhi boht sare faide hen.

Kaddu ke beej ko zyada tar davaiyan banane ke liye istemal kiya jata he.pumpkin seeds men fetiasid bhi hote hen jin se prostate gland ka waram khatam hota he.din men 1 baar mutthi bhar kar kaddu ke beej kha lene se masane ki soozish khatam aur gurdon ki safai hoti he aur jorhon ka waram bhi khatam hota he.1 piyali kaddu ke beej kha lene se betakaroten hasil hoti he jiski wajah se dil ke amraz aur cancer jese mohlik bimariyon se bacha ja sakta he.

Leave a Comment