Imli ki chutney pakistani recipe

Imli ki chutney pakistani recipe

imli ki chutney pakistani recipes in urdu

imli ki chutney pakistani recipes in urdu

Imli ki Chatni Banane ka Tariqa:

INGREDIENTS:

imli adhi chahtank

kishmish chand dane

surkh mirch hasb zaiqa

namak hasb zaiqa 

METHOD:

imli ko bhigo den pandra mint ke baad is ko saaf kar ke is ke beach nikaal den aur is men namak aur surkh mirch shamil kar ke bariek piss len .phir kishmish bhi shamil kar len.pissne ke baad is men zara sa pani daal kar kisi bartan men utha len aur hasb pasand bana len.

اجزاء 

املی آدھی چھٹانک

کشمش چند دانے

سرخ مرچ حسب ذائقہ

نمک حسب ذائقہ

ترکیب 

املی کو بھگو دیں پندرہ منٹ کے بعد اس کو صاف کر کے اس کے بیچ نکال دیں اور اس میں نمک اور سرخ مرچ شامل کر کے باریک پیس لیں .پھر کشمش بھی شامل کر لیں .پیسنے کے بعد اس میں ذرا سا پانی ڈال کر کسی برتن میں اٹھا لیں اور حسب پسند بنا لیں .

imli ki chutney pakistani recipe
imli aloo bukharay ki chatni recipe in urdu,
imli ki chatni banane ka tarika in urdu

Leave a Comment