Health benefits and characteristics of plants in urdu and hindi

Arjan, Neem, Chandan, Aloevera, Khadar, Yashti Madhu, Harpara, Shalmeli aur papita kay beshumar khususiyat aur fawaid hain jo ap is post mai janenge.

Mukhtalif Iqsam kay plants ki khususiyat aur fawaid:

Arjan : Is mai jild tandrust karne kay ajza pae jate hain.
Neem : Jild kay har imraz kay liye mufeed hai.
Chandan : Jildi kharsih, jildi khichao aur ehsas-e-jild kay liye mufeed hai, ye phore phansiyon kay liye bhi faida mand hai.
Aelovera : Is ka istemal umar kay asrat ko kam karta hai aur ye jild ki nazakat mai izafa karti hai.
Khadar : Khoon ko saaf karta hai. Aur ye jild kay imraz kay ilaj kay liye istemal kia jata hai.
Yashti Madhu : Dard ko door karta hai aur mosar tor par rang ko saaf karta hai.
Harpara : Ye khoon ko saaf karta hai aur mo’sar tor par rang ko saaf karta hai.
Shalmeli : Is poday ka powder chehre kay daagh dhabbe aur mahaase door karta hai.
Papita : Is phal ka godha jild ki khorak kay liye intehai mufeed hai ye chehre kay kaale dhabbe, kharashen aur mahaase door karne mai bhi Ma’avun sabit hota hai.

Next Tip:

Healthy skin banane kay liye honey cream

Leave a Comment