health fitness tips in urdu

health fitness tips in urdu 1

health fitness tips in urdu

health fitness tips in urdu

                                                               health tips in urdu
                                                           weight loss tips in urdu
                                                              fitness tips in urdu
                                                              fitness tips in urdu.

har lehaz se khoobsoorat nazar ana har insaan ki fitri khuahish hoti he.ye kehna ghalat na hoga ke ye khuahish sirf khawateen men hi nahi balke mardon men bhi ye khuahish barabar ki hoti he.har insaan apni zahiri khoobsoorti aur fitness ke liye hassas hote hen.baaz oqaat to aisa lagta he ke jese ek doosre se zyada khoobsurat nazar ane ki dorh lagi hui he.khoobsurti sirf gori rangat aur purkashish naqoosh ka hi naam nahi balke in sab se ahem aur bunyadi ahemiyat ka hamil cheez he insaan ka mutanasib jism aur khoobsurat sarapa.fit rehne se insan kai nahi balke har tarah ki bimariyon se bacha rehta he.motapa to khud ek bimari he jis ki wajha se insan kai bimariyon men mubtila ho kar jaldi boorha hojata he.fit rehne ke liye sabz qehwe ka istemal hi kafi nahi balke exercise bhi zaruri he.walk bhi zaruri he.masroof rehna bhi zaruri he.insan agar apne aapko aram ka aadi bana le to wo jaldi mar jata he wo bhi asani se nahi balke kai bimariyon men mubtila ho kar.lehaza jitni bhi aapki zindagi he exercise ko apna routine bana len.aur ek sehat mand zindagi guzaren.apni life ko hamesha exercise ke zarye jawan rakhen.

Leave a Comment