• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar

Urdu Totke logo

  • Home
  • Kitchen Recipe
  • Skin
  • Health
  • Hair
  • Women
  • Makeup
  • Fashion
  • Men
  • Foot
  • Hands
  • Weight Loss
  • Islam
    • Hazrat Ali
    • Qurani Wazaif
    • Masnoon Duain
    • Ramzan Mubarak
You are here: Home / Fruits / Hath Paon Sun Kiyon Hote Hen Inka Elaj in Urdu

Hath Paon Sun Kiyon Hote Hen Inka Elaj in Urdu

January 31, 2018 by Food Factory Leave a Comment

Urdutotke provides you best advice for numb hands and legs in Urdu and Roman Hindi.

hath paon sun kiyon hote hen inka elaj
Hathon aur peron ke sun hone ki wajuhat aur gharelu elaj:
  1. Hath aur peron ka sun hojana theek nahi he.baaz aoqaat bethe bethe paon sun hojate hen.kabhi ek karwat pe letne se hath sun hojata he.hath peron ka sun hona khoon ki kami ki wajah se bhi hota he.
  2. Ya phir khoon ki naalyon par dabao parhne ki bhi wajah se hota he.baaz auqat ye kefyat kisi bimari jese sugar ki wajah se bhi hoti he.sun hone ki kefyat aisi hoti he jese hath peron men sansanahat hoti he aur suiyaan si chubhti hen.aise men hath peron ki salahyat ka kam hona khatre ka ba’as banta he.
  3. Bagher doctors ke masware ke zara zara si baat par dawaiyan khana bhi achi baat nahi he.ye bimari vitamin B-12 ki kami se bhi hota he.ghizaon ki madad se vitamin B-12 ki kami ko khatam karen.
  4. Exercise kiya karen.walk kiya karen.taza fruits juice ka istemal karen.pani zyada se zyada piyen.khoon banane wali ghiza aur fruits ka istemal karen.nahane ke baad hathon aur peron men tel zarur laga liya karen.
  5. 5achon waqt namaz ki pabandi karen.INSHAH ALLAH sab kuch theek ho jaey ga.hath paon sun hone ka arsa zyada der tak rehne lage doctor se foran ruju karen kiyon ke paralysis hone ka bhi khatra hota he.aapki body aur aapki zindagi he.aap jese chahen iski care karen.

Filed Under: Fruits, Juice, MAJMOA-e-WAZAIF, Natural Health Tips, Urdu Tips Tagged With: hath paon sun hojana, hath paon sun q hote hen, hathon aur peron ka sun hojana.

Previous Post: « Doodh ke Sath Khajoor Khane ke Faide in Urdu
Next Post: Kharish aur Allergy ki Dua aur Elaj in Urdu »

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar


Follow Us on Social Platforms

Categories

  • Beauty Tips in Urdu
  • Desi Totkay
  • Dry Fruits Tips
  • Fashion
  • Foot
  • Fruits
  • Hair
  • Hands
  • Hazrat Ali
  • Health
    • Herbal Tips
    • Natural Health Tips
    • Pulses
  • Islam
    • Wazaif
  • Kitchen Recipe
    • Cooking Recipe in Urdu
    • Fast Food
    • Juice
    • Meat
    • Snacks Recipe
    • Sweets Recipe
    • Tea Time
    • Vegetable Recipe
  • MAJMOA-e-WAZAIF
  • Makeup
  • Masnoon Duain
  • Men
  • Nails
  • Qurani Wazaif
  • Ramzan Mubarak
  • Skin
  • Tips in Urdu
  • Urdu Tips
  • Urdu Totkay
  • Weight Loss
  • Women




Copyright © 2019 Urdu Totke on the Urdu Totke