Garmi men Roza Rakhne ka Tariqa in Urdu

Urdutotke provides you how can we keep the fast easily in summer in Urdu and Roman Hindi.

garmi men roza rakhne ka tariqa in urdu
 

RAMZAN-AL-MUBARAK hamare liye ALLAH TA’ALA ki taraf se boht rehmaton aur barkaton ka mahina he.HAZRAT ALI SHER-E-KHUDA R.A ka qol he ke jise jahannum ki aag se bachna he wo garmiyon ke roze rakhe.roze ki haalat men khane pine ya khane pine ki cheezon ka zikar bilkul na karen.roze ki haalat men pyaas se bachne ke liye sehri men khane ke sath taza dahi ka istemal zarur karen.jin logon ko dahi pasand nahi wo dahi ki lassi bana kar piyen ya phir doodh ki lassi bana kar 2 se 3 glass thandi piyen.aur bhook ki kami ko door karne ke liye khajooron ko dho kar iske andar se guthliyan nikaal len aur iske andar thorhi si balai aur shehed mila kar khaen is se jism men taaqat bhi rahe gi aur bhook bhi nahi lage gi.

Leave a Comment