Skip to content
fish(machli) health,skin and hair benefits in urdu
best fish to eat
benefits of fish
fish benefits
health benefits of fish
fish to eat
healthy fish to eat
good fish to eat.
fish ko khane ke sirf faide hi faide hen koi nuqsan nahi he.chahe wo faida health ka ho,skin ka ho ya baalon ka.fish kam az kam hafte men 3 baar khana chahye.fish ke baqaida istemal se dil sehat mand aur mazboot ho jata he.aur dil se jurhi har bimari door ho jati he.fish ke istemal se diabetes se bacha ja sakta he.jism men khoon ki rawani men bhi behetry ati he.fish khane se dimagh ko taqat milti he,dimagh roshan hota he aur hafza tez hota he.fish khane se dimagh ke khalyon ko toot phoot se hifazat faraham hoti he.fish ka baqaida istemal zehni tanao ko door karta he.jab dimagh ko taqat milti he to dimagh se jurhi har bimari bhi door ho jati he.jese baalon ke tamam masail bhi khatam ho jate hen.fish khane se baal boht mazboot aur ache ho jate hen.fish khane se ankhon ki roshni bhi tez hoti he.fish khane se mukhtalif qism ke sartan se larhne men bhi madad milti he.fish ka soup pine se aanton ke zkaham theek ho jate hen.fish khane se haddiyan mazboot hoti hen.fish protien hasil karne ka behetreen zarya he.