elaj-e-azam ya khaliqo benefits in urdu

elaj-e-azam ya khaliqo benefits in urdu

                                                           ya khaliqo wazifa benefits
                                                                        isme azam
                                                                 isme azam in quran
                                                                      isme azam dua
                                                               ism e azam its benefits
                                                                     isme azam allah.

asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.

“YA KHALIQO (AEY SAB KO PEDA KARNE WALE WAJOOD BAKHSHNE WALA)”

(WO JO MUNASIB HAAL QUWATON AUR SALAHYATON SE ARASTA AUR WAJOOD BAKHSHNE WALA HE).

jo shakhs raat ke waqt is ka wird karta he to BAARI TA’ALA qayamat tak iski hifazat-o-nigrani ke liye ek farishta mutayan kar deta he aur is farishte ke aimal ka ajar wird karne wale ko milta he.

jis ka maal ya beta gum ho gaya ho agar wo 5000 baar YA KHALIQO ka wird karega to gumshuda wapis ajaeyga.

jo 7 roz tak lagatar YA KHALIQO 100 baar parhe tamam afaat se saalim rahe ga.

jo YA KHALIQO 1000 baar parhe ga use aulad-e-nareena naseeb hogi.

jo koi larhai men YA KHALIQO 300 baar parhe ga is ka dushman maghloob hoga.

jo shakhs adhi raat ke baad 1 ghanta ya is se zyada YA KHALIQO ka wird karega ALLAH TA’ALA is ke chehre ko munawwr kar dega.

agar koi shakhs hamesha YA KHALIQO parhta rahe to ALLAH TA’ALA 1 farishta peda kar dete hen jo iski taraf se ibaadat karta he.aur is ka chehra munawwar rehta he.

Recent Posts

4 Cheezen Rizq, Nazar, Aqal Aur Taqat Barhrati Hain

https://www.youtube.com/watch?v=WXujnZ8WStw

7 months ago

Health Tips in Urdu and Hindi

https://www.youtube.com/watch?v=AxeLTwTGzls

7 months ago

Totkay in Urdu | Gharelo Totkay in Urdu

https://www.youtube.com/watch?v=tTpW7X8_nfo

7 months ago