elaj-e-azam ya jabbaro benefits in urdu
ya jabbaaro wazifa benefits
isme azam
isme azam in quran
isme azam dua
ism e azam its benefits
isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
“YA JABBARO (ZABARDAST GHALBA RAKHNE WALA)”
“JO BIGRHI KA BANANE WALA HE,JO NA MUKAMMAL KO MUKAMMAL KARNE WALA HE,AUR JO APNE BANDON SE APNI MANSHAH KE MUTABIQ KAAM LENE KI QUDRAT RAKHTA HE”.
“zaalim aur dushman se nijaat ke liye 226 baar is ism-e-mubarak YA JABBARO subha shaam parha jaey to ALLAH TA’ALA is ke aamil ko dushman se nijaat dega aur maalo dolat se nawaze ga.izzat-o-mansab ata farmaey ga.dunya walon ki nazron men moazziz kar de ga.ye ism YA JABBARO kaale ilm ke waar ko rokne ke liye boht moassar he.lehaza jaadu aur kaale ilm ke waar se bachne ke liye ise 11 din tak 11,500 martaba parha jaey.INSHAH ALLAH TA’ALA jaadu ke asrat khatam ho jaen ge.
agar koi baadshah is ism YA JABBARO ko parha kare to doosra baadsha is par ghalib na hoga.
jo koi is ism YA JABBARO ka wird hamesha karta rahe ga wo makhlooq ki gheebat aur bad goi se mehfooz rehta he.aur ALLAH TA’ALA is ki har zaalim-o-jaabir se hifazat karta he.