elaj-e-azam ya hakeemo benefits in urdu
ya hakeemo isme azam isme azam in quran isme azam dua ism e azam its benefits isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
“ya hakeemo (barhi hikmat wala,wo jis ke tamam ahkaam-o-aemal men hikmat he)”.
YA HAKEEMO 80 baar jo rozana 5 paanchon namazon ke baad parh liya kare.INSHAH ALLAH AZOJAL kabhi kisi ka mohtaj na rahe ga.
jo shakhs is ism YA HAKEEMO ka wird kare is ke kaamon men koi mushkil hail nahi hogi.
Related