ya hakamo
isme azam
isme azam in quran
isme azam dua
ism e azam its benefits
isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
“YA HAKAM (HAAKIM,FESLA KARNE WALA)”.
agar kisi shakhs ko koi sakht kaam dar pesha ho to wo YA HAKAMO ka wird bakasrat kare INSHA ALLAH AZOJAL kaam asan hoga.
jo shakhs raat men kai baar is ism-e-mubarak YA HAKAMO ka wird karta he to is par boht se raaz ashkar ho jate hen.
jo koi jumme ki raat is ism YA HAKAMO is qadar parhe ga ke be haal aur be khud ho jaey to ALLAH TA’ALA is ke qalb ko INSHAH ALLAH kashaf-o-ilham se nawaze ga.
jo shakhs is ism YA HAKAMO ka wird raat men kai baar karta he to is par boht se raaz ashkar ho jate hen.