elaj-e-azam ya ghanio benefits in urdu
ya ghanio
isme azam
isme azam in quran
isme azam dua
ism e azam its benefits
isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
“YA GHANIO (KHUD KAFEEL-O-BE PARWA)”.
jo koi is ism YA GHANIO ka wird rakhe ga uske a’aza ka dard jata rahe ga.
jo koi is ism YA GHANIO ko likh kar apne maal men rakhe ga uske maal men barkat hogi.
jo shakhs is ism YA GHANIO ka wird rakhe ga wo aasooda haal ho jaey ga aur hirs aur hawas se azad ho jaey ga.
jo koi jumerat ke din ye ism YA GHANIO 1000 baar parhe ga INSHAH ALLAH dolat paey ga.
jo shakhs 70 baar YA GHANIO parha kare ga ALLAH TA’ALA iske maal men barkat ata farmaey ga aur INSHAH ALLAH kisi ka mohtaj na rahe ga.
jo koi is ism YA GHANIO ko likh kar apne paas rakhe ga muflis na hoga.