dimagh aur aur hafze ki kamzori ka elaj in urdu

dimagh aur aur hafze ki kamzori ka elaj in urdu 1

dimagh aur aur hafze ki kamzori ka elaj in urdu

dimagh aur aur hafze ki kamzori ka elaj in urdu
                                                               dimaghi kamzori ka ilaj
                                                           dimag ki kamzori ka desi ilaj
                                                               dimag ki kamzori ka ilaj
                                                           dimag ki kamzori ka ilaj urdu
                                                                hafze ki kamjori ka ilaj.

dimagh aur hafze ki kamzori ke liye asli shehed ek behetreen tonic he.raat ko sone se pehle asli shehed ko doodh men mila kar pine se dimagh aur hafze ki kamzori door ho jati he.adrak ko chote chote tukrhon men kaat kar pani men ubaal len aur is pani men asli shehed mila kar piyen.dimagh aur hafze ki kamzori ko door karne ke liye 1 chamach khameera badam subha nehar moo kha liya karen.7 badam chote wale raat ko 1 cup pani men bhigo den aur subha nehar moo badam kha kar uska pani pi liya karen is se bhi dimagh aur hafze ki kamzori door hoti he aur dimagh aur hafza tez hota he.subha sawere khuli fiza,taza hawa aur ghaas par cehel qadmi zarur kiya karen is amal se boht si bimariyan door hoti hen.4 kaali mirchen aur 3 badam le kar pees len aur subha nehar moo pani ke sath kha liya karen.kuch dino men dimagh aur hafza dono tez ho jaey ga.rozana subha nehar moo 11 dane kalonji ke kha liya kare is se bhi dimagh aur hafza tez hota he aur boht si bimariyan door hoti hen.

Leave a Comment