dil-o-dimagh aur hafze ki kamzori ka elaj in urdu
tib e nabvi se ilaj in urdu
desi ilaj
hikmat in urdu medicine
taqat ki dawa.
dimaghi kaam karne walon ke liye shehed ka istemal ek behetreen tonic he.doodh men shehed mila kar pine se hafza behtar ho jata he.dimagh ko quwat hasil hoti he aur hafze ki kamzori khatam ho jati he.sarsaam (ek aisi bimari jis se dimagh men warm ajata he) ke marz men shehed ka istemal faida deta he.dil-o-dimagh ki kamzori ko door karta he aur dimagh ki yaadaasht ko tez karta he.shehed amraz-e-qalb ke liye bhi behetreen tonic he.tabyat men ghabrahat aur ikhtelaj ki kefyat ko khatam kar deta he.7 daane badam ke raat ko 1 cup pani men bhigo den aur subha nehar moo utth kar badam kha le aur uska pani bhi pi len is se dimaghi kamzori door hoti he.hafza bhi tez hota aur yaadaasht bhi tez hoti he.