Dil ki Qareebi rag mai dard (angina pain)

Dil ki Qareebi rag mai dard (angina pain)

angina pectorus dil ka dard dil ke qareebi rag mai dard

Angina treatment chest pain ka gharelu ilaj:

Mundarja zel nuskha ek buzurg tabeeb ka hai jin ke hathon mai shifa thi aur in shohrat ka danka har taraf tha bohot Allah wale the. Allah in ki maghfirat farmaen.

1 – Tarkeeb tayari: Desi lehsun aur zafran hum wazan donon ko baareek pees kar kabli chane ke barabar goliyan tayar karen.

Tarkeeb Istemal: 1 ta 2 goli subah o sham 10 gram kalonji ke joshanda khai jati hai.

2 – Kalonji 7 gram, adrak 5 gram, podina 5 gram, lehsun ke dane 5 adad.

Tarkeeb tayari: sab adwia ko kuchal kar ek pao pani mai halki aanch par josh den jab pani 3 chatank reh jae to chaan kar pee lia kare. Isi tarha sham aur raat ko kia jae.

Seene ka dard ka ilaj,

dil mai dard ke liye desi nuskha

Next Urdu Totkay:

Pet phoolna ka ilaj Maiday Ki Tezabiat aur Jalan

Leave a Comment