Balkhora ka gharelu ilaj Urdu totkay

balkhora ka ilaj

Balkhora ka gharelu ilaj Urdutotkay urdu totkay for balkhora and balchar: 1 – Aab adrak, sirka, roghan kalonji, takhum kalonji, Aab adarak aur sirka hum wazan lekar sar mai lagaen. Aur raat ko sone se qabal takhum kalonji ko roghan kalonji aur sirka mai pees kar mutasira maqam par laip karen chand dino ka istemal … Read more

Depression aur weham ka desi ilaj in urdu

wehem ki bimari

Depression aur weham ka desi ilaj in urdu Weham aur shaitani waswaso ka desi ilaj: Agr mareez ko weham ki zyadti ki waja se junoon/ pagal pan ka dar horaha ho, din bhar tarha tarha ke khayalat satate rehte hon, neend bohot kam aati ho to neeche likhe hue nuskhe istemal karen. Is kay mutawatir … Read more

Home remedies for loose motion and dast

Home Remedies for Loose Motion

Home remedies for loose motion and dast Gharelu Nuskhe for Loose Motion in Urdu: Motion arhe hon to dhania daana baareek pees len aur baqadar 6 maasha hamrah chhaachh ya sada pani, din main 3 bar den. Khwan kitne hi dast arhe hon band hojate hain. Agar daston mai khoon ata ho to ek tola … Read more

Halaq kay Zakham Throat problem treatment

Halaq k Zakhm

Halaq kay Zakham Throat problem treatment Halaq kay zakhm ke liye gharelu nuskha: Halaq aur naalo mai zakham hon to ek litre pani mai ek tola bareek pisi hui haldi milakar josh den. Jab pao bhar pani baqi rahe tab chaan kar subah o shaam is ke saath gharare karen. Halaq mai kesa bhi zakham … Read more

Muh aur naak Se Blood Aana gharelu nuskhe

naak se blood ana

Muh aur naak Se Blood Aana gharelu nuskhe Balgham mein khoon aana in urdu: Pawast kaddu saya mai khushk karda has e zarurat lekar khoob bareek pees len aur barabar wazan misri milakar ba hifazat rakhen. Subah nihar mun 6 maasha se ek tola tak hamra doodh ki lassi ya saada pani den. Muh se … Read more

Ringworm ka gharelu ilaj | Daad khaj khujli ka ilaj

Ringworm Home Treatment In Urdu

Ringworm ka gharelu ilaj | Daad khaj khujli ka ilaj Home remedy to stop ringworm in urdu and hindi: Mooli ke beej ek tola – gandhak amla saar ek tola – gogal umda ek tola – totia sabz (neela thotha) 6 masha. Sab adwia ko baareek kar ke mooli ke pani 10 tola mai kharal … Read more

Motia Band Ka Ilaj Cataract Treatment in urdu

imraz ankh ka ilaj

Motia Band Ka Ilaj Cataract Treatment in urdu Ankhon ke har masle ke liye urdutotkay: Heeng asli khalis baareek pees kar shehed mai mila den aur silai se subah o sham aankh mai lagate rahen. Is ke istemal se ibtedai motia band mai bohot faida hota hai nez shabkori ko dafa karta hai. Piyaz ka … Read more

Bawaseer ka ilaj tib e nabvi

bawaseer treatment in hindi

Bawaseer ka ilaj tib e nabvi Piles treatment in urdu: Rasool Allah Salallahu Alaihi Wasallam ne farmaya: Agar koi mewa jannat se naazil hota to wo injeer hota aur farmaya kay ye bawaseer ko door karta hai aur naqrs chote joron ka dard, waram ko door karta hai. Tibbe Nabwi se murad ye hai wo … Read more

Pait K Keray (Intestinal Worms) Treatment Tib e nabvi

pet kay keeron ka treatment

Pait K Keray (Intestinal Worms) Treatment Tib e nabvi Pait ke Keere ka Ilaj by Tibbe Nabawi: Rasool Allah Salallahu Alaihi Wasallam ne farmaya: Hazrat Ibn-e-Abbas (R.A) bayan karte hain kay Rasool Allah Salallahu Alaihi Wasallam ne farmaya, Nihar mun khajooren khaya karo, Kiun kay is se pait kay keeray marjate hain. Tibbe Nabwi se murad … Read more

Tibbe Nabawi se Joron kay dard ka ilaj

tib e nabvi

Tibbe Nabawi se Joron kay dard ka ilaj Joint Pain Tips in Urdu: Rasool Allah Salallahu Alaihi Wasallam ne farmaya: “Injeer khao, Kiun kay ye bawaseer ko khatam karta hai aur joron kay dard mai mufeed hai”. Tibbe Nabwi se murad ye hai wo ilaj jo kay Rasool Allah Salallahu Alaihi Wasallam ne khud farmaya ho. … Read more

Tib e nabvi se zakham aur chot ka ilaj

zakham ka ilaj

Tib e nabvi se zakham aur chot ka ilaj Mehendi se Zakham ka Ilaj: (tibbe nabawi) Jab bhi koi kaanta chubhta ya zakham hota to Aap Salallahu Alaihi Wasallam mehendi ka istemal farmate. tib e nabvi se murad ye hai wo ilaj jo kay Rasool Allah Salallahu Alaihi Wasallam ne khud farmaya ho. Next Tib e nabvi … Read more