73 / 100

Darood e Khas | Durood Shareef

DAROOD-E-KHAS ke fawaid likhna na mumkin he.DAROOD-E-KHAS ki fazilaten itni hen ke dunya ke tamam samandaron ke pani ko siyahi bana kar bhi is DAROOD-E-KHAS ki fazilaten likhi jaen to kam hen siyahi khatam ho jaeygi magar fazilaten khatam nahi hongi.

DAROOD-E-KHAS ka wird ranj-o-gham,musibat aur pareshani ko door karne ke liye barha moasar he.lehaza agar kisi shaksh par koi takleef ya pareshani ajaey to ise chahye ke sache dil se DAROOD-E-KHAS ko kasrat se bila nagha parhna shuru kar de to is DAROOD-E-KHAS ki barkat se INSHAH ALLAH TA’ALA aapki har qisim ki takleef,ranj-o-gham aur pareshani door ho jaey gi.is DAROOD-E-KHAS ka 1 faida ye bhi he ke jo shakhs ise tahajjud ke waqt parhe is par NOOR-E-MOHAMMADI ki haqiqat ashkar ho jaeygi   

Recent Posts

4 Cheezen Rizq, Nazar, Aqal Aur Taqat Barhrati Hain

https://www.youtube.com/watch?v=WXujnZ8WStw

7 months ago

Health Tips in Urdu and Hindi

https://www.youtube.com/watch?v=AxeLTwTGzls

7 months ago

Totkay in Urdu | Gharelo Totkay in Urdu

https://www.youtube.com/watch?v=tTpW7X8_nfo

7 months ago