cluster beans(gawar ki phali) health benefits in urdu
cluster beans
cluster beans recipe
gawar ki sabzi
guar gum cultivation
gum guar.
cluster beans ek boht hi taqatwar sabzi he.jo ke har ghar men pakai jati he.gosht ke sath cluster bean ki sabzi boht hi maze ki lagti he.cluster bean men fiber,protien aur nutrients kafi miqdar men paey jate hen.cluster beans men mojood calcium,mineral,phosphorus aur boht sari aisi cheezen mojood hoti hen jo ke hamari haddiyon ko mazboot karne men madad deti hen.cluster beans cholestrol ko kam karne men ahem kirdar ada karta he.cluster beans men fiber aur protien ki zyadti cholestrol ko barhne nahi deta.cluster beans blood men sugar level ko kam kar deta he aur insulin men izafa karta he.pregnency ke doran cluster beans ka istemal boht faide mand sabit hota he.cluster beans ka istemal blood circuation ko behter banata he.cluster beans blood pressure ko control karta he aur hypertenssion ko khatam karta he.cluster beans digestion ke liye boht behetreen ghiza he.