homemade beauty tips for fairness and glowing skin

chehre ka rang saaf kaise kare

homemade beauty tips for fairness and glowing skin beauty tips in urdu for face: Kalonji 50 gram pees kar aadha kilo shehed mai milakar aameza tayar karlen. Tarkeeb Istemal: Subah o sham chehre par laip kar ke aadha ghanta baad chehra saaf karlia jae. Fawaid: Chehre ko saaf khush rang aur chamakdar banata hai. aur … Read more

Ringworm ka gharelu ilaj | Daad khaj khujli ka ilaj

Ringworm Home Treatment In Urdu

Ringworm ka gharelu ilaj | Daad khaj khujli ka ilaj Home remedy to stop ringworm in urdu and hindi: Mooli ke beej ek tola – gandhak amla saar ek tola – gogal umda ek tola – totia sabz (neela thotha) 6 masha. Sab adwia ko baareek kar ke mooli ke pani 10 tola mai kharal … Read more

Chehre ko pur kashish banaen | how to get better skin

How to get lighter skin

Chehre ko pur kashish banaen | how to get better skin How to get lighter skin : Wo log jin ka chehra be jan hai in kay liye urdutotke laya ek mukammal aur asan tarika. Kalonji 9 daane subah nihar mun pani se nigal lia karen ye amal musalsal kia jae. Insha Allah chehra pur … Read more

Herbal cold cream formula in urdu and hindi

Herbal cold cream formula in urdu and hindi

Herbal cold cream formula in urdu and hindi ہربل کولڈ کریم تیاری چار چمچ بادام روغن ، ایک چمچ موم اور ایک عدد کھیرا تینوں کو مکس کرلیں طریقہ استعمال ایک کھیرے کو چھوٹے چھوٹے ٹکڑوں میں کاٹ لیں روغن زیتون اور موم کو ہلکی آنچ پر گرم کریں جب دونوں آپس میں مکس ہوجایں … Read more

Egg white mask for skin in urdu and hindi

egg white mask for skin in urdu and hindi

Egg white mask for skin in urdu and hindi Egg’s Mask for Acne Skins in urdu: Egg white mask banane kay liye Sooraj makhi ka tel ek chamach, ek ande ki zardi mai mix karlen aur is ka ek aameza banalen. Aur chehre par lagaen ise pandra minute tak laga rehne den. Phir ise doodh … Read more

Urdutotkay chikni jild ko khatam karne kay liye

Urdutotkay chikni jild ko khatam karne kay liye

Urdutotkay chikni jild ko khatam karne kay liye Treatment of oily skin by using Strawberry in urdu and hindi: Saas pain mai 2 so pachas gram strawberry dalen aur 100 gram sugar dal den aur ise ubalen phir ise thande aur dobara garam karen ab ise dobara thanda hone den aur refrigerator mai rakh len … Read more

Healthy skin banane kay liye honey cream

Healthy skin banane kay liye honey cream 5

Healthy skin banane kay liye honey cream   How to make your skin healthy by using honey cream in urdu and hindi : Khushk, khardari aur hasaas jild kay liye shehed ek behtreen dawa hai. Ghizaiyat se bharpoor honey cream banane kay liye teen chamach aadha chamach leneulon adha chamach shehed aur ek chamach lehsun … Read more

Dry Skin Natural Face Tips in Urdu

zubaida apa k totkay for dry skin

Winter Dry Skin Face Tips in Urdu Sab se zyada jildi masail ka shikar khushk jild ki tone rakhne wali khawateen hi hoti hain. Kharish wagera ki pareshani ke ilawa khushk jild par qabal az waqt hi jharriyan parne ki naa khushgawar soorat e haal ka samna bhi karna parta hai. Khushk jild wale hazrat … Read more

Desi Totkay for Whitening Skin in Urdu

indian beauty tips for face whitening in urdu

Desi Totkay for Whitening Skin in Urdu Homemade whitening skin tips in urdu: Kheere ka ras nikaal len. Phir is mai aadha chae ka chamcha Arq e Gulab aur adha chae ka chamcha glycerine milakar chehre par lagaen. Is se chehre ka rang safed hoga. Rozana raat ko sote waqt lagane se aahista aahista is … Read more

Uses and Benefits of Aloe Vera in Urdu

benefits of aloe vera in urdu

Uses and Benefits of Aloe Vera in Urdu Aloe Vera ke uses aur benefits la ta’adad hain lekin hum un sab se na waqif hain. Lekin is post mai hum ne aloe vera ke saare faide ek jaga sameta hain. Ta ke logon tak ye faide aam hojae.   Aloe Vera Gel Kay 10 Lajawab … Read more

Cucumber Health Benefits for Skin in Urdu

cucumber beauty tips in urdu

Cucumber Health Benefits for Skin in Urdu Kheere ke fawaid in urdu: Kheere ke andar maadniyat waafir miqdar mai mojood hoti hain. Kheere ka juice bohot zyada tibbi ehmiyat ka hamil hai. Khususan maide ki tezabiyat rafa karne ke liye ye akseer hai. Ye qabz ki shikayat khatam karta hai. Kheera jild ka bhetreen dost … Read more

Orange Peels Benefits in Urdu and Hindi

orange ke chilke ke faude

Orange Peels Benefits in Urdu and Hindi Orange ke Chilke ke Fayde: Kinu ke chilke ka powder karishmati powder hai kiun kay is ke istemal se jild mai qudrati chamak aur taazgi paida hoti hai. Keenu ke chilke ka powder ghar mai tayyar kar ke mehfooz karna bohot asan hai. Jab kinu ka mosam ae … Read more