Roza kab Wajib aur Qazaa nahi hoga

ramzan ke masail

Roza kab Wajib aur Qazaa nahi hoga Ramzan aur Roze ke muamle mai kahin baareekiyan hain jinko samajhne ki zaroorat hai. Wajib aur Qazaa Roza (Ramadan ke Masail): Hazrat Abdullah Bin abbasi Razi Allah Anha se riwayat hai ke agar koi Ramzan mai bimar hojae aur theek na ho aur marjae to iski taraf se … Read more

Importance of fasting in Mecca in Urdu

Makka mai Roze ki ehmiyat

Importance of fasting in Mecca in Urdu Roza rakhne ki be shumar fazilat hain aur agar roza makka mai rakha jae to is barkaten dugni hojati hain. Makka mai roza rakhne ki fazilat: Allah ke rasool Peace Be Upon Him farmate hain kay jo makka mai Maah e Ramzan paye phir roze rakhe aur jitna … Read more

Ramzan kay Ashray ki Dua

Ramzan ke ashre

Ramzan kay Ashray ki Dua Ramzan ke mahine mai 3 ashre hote hain. 1 – Rehmat ka Ashra. 2 – Maghfirat ka Ashra. 3 – Jahannum se Azadi se Ashra. Rehmat ka Ashra: (pehla ashra) Tarjuma: Aye Zinda! Aye qaim rehne wale! mai tujh se teri rehmat talab karta hoon. Maghfirat ka Ashra:(doosra ashra) Tarjuma: … Read more

Importance of fasting in urdu and hindi

roza rakhne ki ahmiyat

Importance of fasting in urdu and hindi Ramadan ka mahina Allah ki behtreen naimaton mai se ek hai. To is mai zyada se zyada nekiyan karen. Ramadan ke rozon ki Ahmiyat: Hazrat Muhammad Peace Be Upon Him ne farmaya: Un logon ke liye khushkhabri hai jo bhooka rehne ki koshish karte hain, Shikam seri se … Read more

Roza Daron ke liye Allah ki taraf se 2 Khushiyan

Roza daron ke liye 2 khushiyan

Roza Daron ke liye Allah ki taraf se 2 Khushiyan Roza Rakhne walo ke liye Tohfe: Bukhari Shareef ki ek riwayat hai, Nabi Peace Be Upon Him ne farmaya:  Tarjuma: Rozadar aadmi ke liye do khushiyan hain. Jab wo roza iftar karta hai is waqt bhi is ko khushi milti hai. Aur qayamat ke din … Read more

Tilawat e Quran aur Roza Rakhne ki fazeelat

tilawat e quran ki fazilat

Tilawat e Quran aur Roza Rakhne ki fazeelat Ramzan ke roze aur Quran pak ki tilawat Allah ko pasand hai is liye is ki fazilat bhi be shumar hai. Ramzan ke roze aur Quran pak ki tilawat ki Ehmiyat: Hadees Pak mai aya hai. Tarjuma: “Roze aur Quran qayamat ke din bande ki shifa’at karenge”. … Read more