Problems and Solutions of Ramadan in Urdu and Hindi

ramzan kay masail

Problems and Solutions of Ramadan in Urdu and Hindi Miswak ka Resha: Agar miswak karte waqt is ka resha halaq mai dkhil hokar pet mai pohonch jae to roza fasid nahi hoga. Masoorhon Ka Khoon: Agar Masoorhon se khoon nikal kar halaq mai dakhil hojae to is ki 2 soorten hain. Agar thook khoon ke barabar … Read more

Ramzan Ke Masail Aur Masail Ka Hal

ramzan kay masail

Ramzan Ke Masail Aur Masail Ka Hal Roza kay doran insan ko kahin masail ka dehan rakhna parta hai jis mai zyada tar inhen pata hi nahi hote jin mai chand mundarja zel hai. Roza Mai Khoon Nikalwana Rozay ki halat mai khoon nikalwane se roza faasid nahi hota aur agar aise za’af ka khatra … Read more

Rozay ke Masail ka Hal – Ramadan Kareem

Rozay ke Masail

Rozay ke Masail ka Hal – Ramadan Kareem Ramzan mai be shumar masail hote hain jis ke baare mai har insan ko maloom nahi hota. Ramzan mai sehri ke baghair roza rakhna: Sehri kha kar roza rakhna aur sehri mai takhair karna aur iftari mai jaldi karna musteheb hai. Baghair sehri ke roza to hojata … Read more

Ramzan Ke masail urdu aur hindi mai

Ghair Muslim ki Iftari

Ramzan Ke masail urdu aur hindi mai Is post mai hum ne janenge Ghair Muslim ki Iftari aur Ramzan mai Maghrib ki Jamat ke baray mai. Ghair Muslim ki Iftari: Ghair Muslim ki iftari se iftar karna jaiz aur durust hai. (Fatwa Darul Uloom) Ramzan mai Maghrib ki Jamat: Ramzan mai maghrib ki azan ke baad jamat … Read more

Ramzan Mai Fajar ki Namaz aur Roza mai Infection

Ramzan mai Fajar ki jamat

Ramzan Mai Fajar ki Namaz aur Roza mai Infection Ramzan Ke Roze Ke Masail: Ramzan mai Fajar ki Namaz ki Adaigi: Ramzan Mubarak mai fajar ki namaz awwal waqt mai parhne mai koi harj nahi hai. Is liye kay awwal waqt mai zyada log jamaat mai shirkat karte hain aur agar khoob chand hone ke … Read more

Ramzan Ke Rozay ke Masail

Roze mai glucose ka istemal

Ramzan Ke Rozay ke Masail Ramzan ke Masail: Rozay ki Halat Mai Glucose Charhana: Roza mai injection ki tarha glucose charhane se bhi roza fasid nahi hota. (Fatwa Mehmoodia) Rozay ki Halat Mai Bawaseeri Masse Par Dawa Lagana: Bahalat soum bawaseer ke in masson par dawa lagana jaiz hai jo bahir nikal ate hain aur … Read more

Rozay mai Kaan aur Naak mai dawa dalna

rozay mai kaan mai dawa dalna

Rozay mai Kaan aur Naak mai dawa dalna Ramadan ke Rozay ke Masail: Rozay Ki Halat Mai Kaan Mai Tel Dalna: Rozay ki halat mai kaan mai tel aur dawa dalne se roza faasid hojata hai lekin pani pohonchne se roza fasid nahi hota. (Darmukhtar) Rozay Ki Halat Mai Naak Mai Dawa Dalna: Naak mai … Read more

Rozay ki halat mai tel lagana aur ankh mai dawa dalna

Ramzan mai sar mai tel lagana

Rozay ki halat mai tel lagana aur ankh mai dawa dalna Ramzan ke rozay ke Masail: Rozay Ki Halat Mai Sar Mai Tel Lagana: Rozay ki halat mai sar mai tel lagane se roza mai koi kharabi nahi ati. (fatwa Darul Uloom) Rozay Ki Halat Mai Ankh Mai Dawa Dalna: Ankh mai dawa dalne aur … Read more

Raat ko Roza Muqarrar Na Hone Ki Waja

rozay ki maloomat

Raat ko Roza Muqarrar Na Hone Ki Waja Roza din mai kiun rakha jata hai aur raat mai kiun nahi rakha jata waja mundarja zel hai. Information about Fasting in Ramadan in Urdu: Choonke raat ka waqt biltaba’a tark shehwat o lazzat (tibi tor par sahulaton aur lazzaton ko chorne) ka hai lihaza agar raat … Read more

Ramadan aur Nuzool e Quran Urdu mai

ramadan aur revealation of quran

Ramadan aur Nuzool e Quran Urdu mai Revealation of Quran in Ramadan: Is mubarak mahine ki ek khususiyat ye bhi hai ke Allah azzawajal ne is mai Quran Pak naazil farmaya hai. Chunancha muqaddas Quran mai khudae Rehman azaawajal ka nuzool Quran aur Maah e Ramzan ke baare mai farman aalishan hai. Tarjuma: Ramzan ka … Read more