Wazaif for hajat dua jaldi qabool hone ki dua

wazaif for hajat dua jaldi qabool hone ki dua

wazaif for hajat wazaif for hajat

Dua e hajat / dua hajat: 

Agar ap chahen kay Allah apki hajat ko poora farmaen to soorah Fatiha ko is tarha se parhen jo kay ooper picture mai ap dekh sakte hain. Ye amal itwar kay din fajar ki sunnaton aur farzon kay darmiyan karen aur hafte kay din tak usi waqt yani fajar ki sunnaton aur farzon kay darmiyan roz parhen, itwar yani pehle din 70 baar parhen aur phir rozana 10 10 kam karte jaen, chunacha peer kay din 60 baar , mangal 50 bar, budh 40 bar, jumerat 30 bar, jumma 20 bar aur hafte kay din 10 baar parhen.

Insha Allah is apki jo bhi dua e hajat ya dua hajat ya koi murad hogi wo puri hojaegi.

Leave a Comment