homemade beauty tips for fairness and glowing skin

chehre ka rang saaf kaise kare

homemade beauty tips for fairness and glowing skin beauty tips in urdu for face: Kalonji 50 gram pees kar aadha kilo shehed mai milakar aameza tayar karlen. Tarkeeb Istemal: Subah o sham chehre par laip kar ke aadha ghanta baad chehra saaf karlia jae. Fawaid: Chehre ko saaf khush rang aur chamakdar banata hai. aur … Read more

Kharish ka ilaj urdutotkay

Khujli ka ilaj in urdu

Kharish ka ilaj urdutotkay Khujli ka ilaj in urdu : Kalonji ek cup – saib ka sirka ek chothai cup: Kalonji ka safoof tayar karen aur sirka mai milakar kharish wale azoo par lep karen. 4 ghanta lep laga rehne den. Rozana ye course 7 din tak karen. Next Totka: Ear pain home remedy in … Read more

Chehre ko pur kashish banaen | how to get better skin

How to get lighter skin

Chehre ko pur kashish banaen | how to get better skin How to get lighter skin : Wo log jin ka chehra be jan hai in kay liye urdutotke laya ek mukammal aur asan tarika. Kalonji 9 daane subah nihar mun pani se nigal lia karen ye amal musalsal kia jae. Insha Allah chehra pur … Read more

Pet kam karne ka yoga | Motapay ka ilaj

pet kam karne ka yoga

Pet kam karne ka yoga | Motapay ka ilaj Patle hone ke tarike/pet kam karne ke gharelu upay: Kya ap motapay se pareshan hain? Kya apka wazan barh raha hai? To chalen aaj hum apko bataenge kay wazan kese kam kia jae ya control mai rakha jae. Sab se pehle to chaawal roz na khaen, … Read more

Health Benefits and Uses of Coconut in urdu and hindi

Health Benefits and Uses of Coconut in urdu and hindi

Health Benefits and Uses of Coconut in urdu and hindi Coconut :(Naariyal) Naariyal ka zaiqa shereen farhat bakhsh hota hai. Is ka rang bahir se surkh aur andar se safed hota hai. Natural Benefits of Coconut: ( Naariyal kay qudrati faide) 1 – Naariyal saaf khoon paida karta hai 2 – Naariyal ka tel sar … Read more

Uses and Benefits of Pineapple in urdu and hindi

Uses and Benefits of Pineapple in urdu and hindi

Uses and Benefits of Pineapple in urdu and hindi Pineapple Fruit Health Benefits in Urdu: Pineapple: (Ananaas) Is ka rang bahir se surkh aur andar se zard hota hai. Is ka zaiqa sheree tarshi maail hota hai . Is ka mizaaj sardo tar hai. Pineapple (Ananas) kay fayde: 1 – Pineapple mai vitamin c wafir … Read more

Khajoor ka halwa recipe in urdu

khajoor ka halwa recipe in urdu

Khajoor ka halwa recipe in urdu Khajoor Ka Halwa Banane Ka Tariqa: Ingredients: Choharey dair kilo sabz ilaichi pisi hoi 1 khane ka chamcha chini dair kilo soji 3 khane ke chamche kewra chand qatre ghii ek pao badam kate howe 3 khane ke chamche dudh ya pani 2 cup pista bariek kate howe 3 … Read more

Khatti Machli Recipes – Machli recipes in urdu

Khatti Machli Recipes

Khatti Machli Recipes – Machli recipes in urdu Khatti Machli Banane Ka tariqa: Ingredients: Machli 1 kilo sabit surkh mirch 12 adad haldi 1 bari ganth zeera seyah 10 gram sabz mirch 8 adad lehsan 3 joye adrak 1 choti ganth sirka 50 gram namak hasb zaiqa Tarkeeb: Machli ko saaf kar ke kaat len … Read more

Migraine gharelu nuskhe | desi ilaj for migraine

migraine gharelu nuskhe | desi ilaj for migraine

migraine gharelu nuskhe | desi ilaj for migraine How to remove headache in hindi – head pain tips in urdu: Sar Dard Ka Ilaj: Jis shakhs kay sar mai dard ho. Ise ek chutki namak zubaan par rakh lena chaiye aur dus minute kay baad ek glass sard pani peena chahiye, Dard door hojaega. :سر … Read more

flu treatment in urdu | dust allergy treatment in urdu

flu treatment in urdu

Flu treatment in urdu | dust allergy treatment in urdu Flu allergy treatment in urdu: Peesa hua namak shehed mai goondh kar keeray mai lapet kar ooper mitti laga kar aag par rakhen. Matti khoob surkh hojae to namak ko andar se nikaal kar pees kar rakh len. Ek maasha rozana subah ko ya baad-az-ta’am … Read more

Ayurvedic treatment for ear infection in urdu

Home Remedies For Ear Pain - Kaan Dard Ke Upaye

Kaan Dard Ke Gharelu Totke Kaan Dard Ke Aasan Gharelu Upay: Chaar tola safed lahori namak ek pao pani mai baareek pees kar miladen. Jab bilkul hal hojae tab is mai dus tola meetha ( talo ka tel) tel daal kar naram aag par lagaen. Jab pani jal kar mehez tel baqi rahe to utaar … Read more

Badan kharish khatam karne ke liye gharelu ilaj

badan kharish ka ilaj

Badan kharish khatam karne ke liye gharelu ilaj Har Kisam ki Jismani Allergy or Kharish ka ilaj Gharelu Nuskha: Gandum ka khaar ek hissa, sarso ka tel aath hisse. Dono ko milakar jism maalish karen. Ek ghante kay baad saaf karen. Is se khujli door hojati hai. Isi tarha istemal mosam garma mai zyada pat … Read more