Mosmi Bukhar Kay Totkay Aur Bachne Ka Tarika

Mosmi Bukhar Kay Totkay Aur Bachne Ka Tarika

In Pakistan, particularly in Karachi, no one realizes that what atmosphere comes next. At the point when Season changes, environmental change, the greater part of the general population fall in occasional fever. Thus, this post will manage you to how to remain away regular fever.

Mosmi Bukhar Se Bachne Ke Liye Totkay:

Mosam ki tabdeeli par jahan logon ko  mukhtalif anwaan ki bimariyon ka samna karna parta hai. Inhi mai se ek bukhar bhi hai. Mosam ke tabdeel hote hi baaz logon ko bukhar shuru hojata hai. Agar musalsal nahi horaha ho, Shaam ke waqt hota hai, Mun ka zaiqa kharab hojata hai to doctor ke pas jaane se pehle ek baar darj zel nuskha istemal zaroor karen.

Is ke ilawa agar mard aur khawateen ko saal ke 12 mahine haath paaun jalan hoti hai, haddiyon mai bukhar rehta hai, becheni mai mubtila rehte hain to wo bhi agar darj zel nuskha istemal karen to hukum rabbani se shifayab hojaenge.

Glue ki lakri ——— 1 inch ka tukra

Ajwain ——— Adha Chae ka Chamcha

Banane ka Tarika: (How To Make)

Tamam Ajza ko sawa cup pani mai daal kar josh den.

Istemal Ka Tarika: (How To Use)

Din mai kisi bhi waqt ye nuskha banakar peelen. Agar Subah pia hai to dopeher tak Insha Allah ap behter mehsoos karenge.

bukhar se bachne ka tarika

Leave a Comment