Bila waja Ramadan mai Roza Chorne ka Nuqsan

Bila waja Ramadan mai Roza Chorne ka Nuqsan

Is post mai hum janenge kay Ramzan ke ek rozay ki ahmiyat kya hoti hai.

ramzan mai roza chorna

Ramzan ke ek rozay ki ahmiyat o fazilat:

Hazrat Abu Hurairah R.A se riwayat hai kay Huzoor Akram Peace Be Upon Him ne irshad farmaya kay “Jis ne sharai ijazat aur marz ki majboori ke baghair ramzan ka ek roza chordia (agar wo sari) umar bhi roze rakhe tab bhi uski qaza nahi hosakti”.

Mashkaat ul Masaabeeh

roze ki fazeelat o ehmiyat

Next Article: Rehmat Maghfirat aur Dozakh se Azadi Ramzan

Leave a Comment