Best Mehendi Mask for Hair in Urdu

Urdutotke provides you best hair mask for damaged hair in Urdu and Roman Hindi.

Ingredients:

  1. Mehendi powder  –  60 grms
  2. Amla  –  1 tab sp
  3. Reetha  –  5 adad
  4. Seeka kai  –  5 to 6 adad
  5. Dahi  –  2 tab sp
  6. Egg white  –  1
  7. Pani  –  hasb-e-zarurat

Method:

Sab se pehle amla,reetha aur sika kai ko raat ko itne pani men bhigoeyn ke ye achi tarah phool jaey.agle din is bhige hue amla reetha(reethe ke beej nikal den) aur sika kai ko grinder men pees len.ab mehendi ko pani daal kar achi tarah se ghol len.

Ab is mehendi men amla,reetha aur sika kai ka past achi tarah mila kar ab is men dahi aur egg white bhi shamil kar den.in sab ko achi tarah milane ke baad ab apne sar ke baalon ki jarhon se le kar siron tak lagaeyn.aur 1 ghante ke baad dho len.mahine men 2 martaba ye amal karen INSHAH ALLAH aapke baal lambe,ghane,silky aur dark black ho jaeyn ge.

Recent Posts

4 Cheezen Rizq, Nazar, Aqal Aur Taqat Barhrati Hain

https://www.youtube.com/watch?v=WXujnZ8WStw

7 months ago

Health Tips in Urdu and Hindi

https://www.youtube.com/watch?v=AxeLTwTGzls

7 months ago

Totkay in Urdu | Gharelo Totkay in Urdu

https://www.youtube.com/watch?v=tTpW7X8_nfo

7 months ago