benefits of pomegranate(anar) in urdu

benefits of pomegranate(anar) in urdu 1

benefits of pomegranate(anar) in urdu

                          benefits of pomegranate(anar) in urdu

                                                         pomegranate health benefits
                                                            benefits of pomegranate
                                                         pomegranate juice benefits
                                                      health benefits of pomegranate
                                                            pomegranate nutrition.

pomegranate(anar) ka shumar jannat ke phalon men hota he.aur shayed ye baat har kisi ko pata bhi na ho ke har pomegranate men 1 dana jannat ke pomegranate ka bhi hota he.pomegranate 1 khubsurat shakal aur 1 khush zaiqa phal he.pomegranate ke bakasrat istemal se jism farba hota he aur ye pet ki charbi bhi khatam karta he.pomegranate jism men tezi se khoon banata he,pomegranate nizam-e-hazma ko durust karta he.pet dard ke liye pomegranate ke dano pe namak aur kali mirch chirhak kar khaen pet dard taqriban thik ho jaey ga.is se nazar ki kamzori bhi door hoti he.pomegranate ka istemal jigar aur qalb ke liye bhi mufeed he.khushk khansi ke liye meetha pomegranate mufeed he.pomegranate ke patton ko pees kar tikya bana kar ankhon par rakhne se ankhon ka dard aur surkhi khatam ho jati he.pomegranate juice zehni dabao ko kam karta he aur gurdon ke ird gird ki charbi ko khatam karta he.pomegranate ke qudrati ajza motape ke ba-as banne wale khalyat ka khatma kar ke charbi pighlane men ahem kirdar ada karte hen.pomegranate ka baqaeda istemal aanton ke cancer ko rokta he.ye pet ke keerhon ko khatam karta he.khawateen ke jumla-e-amraz men mufeed he.pomegranate ke sharbat se taifaid ka elaj bhi hota he.ye mede ko quwat faraham karta he.pomgranate juice din men do baar pine se blood pressure control men rehta he.  

Leave a Comment