Benefits of Durood-e-Fiqri in Urdu

15 / 100

Benefits of durood-e-fiqri in urdu

benefits of durood-e-fiqri in urdu

DUROOD-E-FIQRI be panah anwaar-o-barkaat ka haamil he.DUROOD-E-FIQRI ko sidq-o-ikhlaas se parhne wala ALLAH TA’ALA ki taraf raaghib ho jata he aur aimaal naame men nekiyon men izafa ho jata he.DUROOD-E-FIQRI parhne se HUZOOR PAAK S.A.W.W ki qurbat hasil hogi.zahir aur baatin men paakeezgi peda hogi.baad namaz-e-fajar DUROOD-E-FIQRI 100 martaba bila nagha parhne wala har tarah ke fezan se mustafeed-o-mustafeez hoga.aur jo shakhs baad namaz-e-isha 1100 martaba deeni-o-dunivi haajat rawai ki gharz se parhe.INSHAH ALLAH dil ki muraad poori hogi.aur ALLAH TA’ALA ki rehmat-o-madad se iski mushkil hal ho jaey gi.agar rozana DUROOD-E-FIQRI 11 martaba parha jaey to ALLAH TA’ALA ki taaed-o-madad shamil-e-haal rahe gi.gham zada parhe to gham door ho jaey.safar men parha jaey to safar bakheryat guzre ga.

Leave a Comment