Beets Juice(Chukandar ka Juice) Benefits in Urdu

Urdutotke provides you benefits of beets juice in Urdu and Roman Hindi.

Benefits of beets juice:

  1. Dil ke dore ke baad marizon ko chukandar ka juice pilane se dil ke patthe mazboot hote hen.
  2. Qk chukandar men nitrate ki barhi miqdar mojood hoti he.sabit hua he ke chukandar ka juice pine ke 2 ghante ke baad hi dil par ache asraat murattab hone lagte hen.
  3. Khiladiyon aur dorhne walon ko jab chukandar ka juice pilaya gaya to 13% behetry note ki gai.iske baad doctors ne ise aise marizon par azmaya gaya jo dil ka dora bardasht kar chuke hen.
  4. Mutalea ke mutabiq is ke liye 9 marizon ko pabandi se chukandar ka juice pilaya gaya to 2 ghante ke baad hi inke dil ke patthon men fori aur tez kaam ki kaarkardagi dekhi gai.taham boht lambe test men kaarkardagi zyada moassar nahi thi.
  5. Mahireen ke mutabiq chukandar fori tor par blood pressure ko control karta he.jab ke ye umar raseeda afrad men ye ras patthon ko bhi mazboot karta he.
  6. Rozana chukandar ka juice pine se dimagh tak khoon ki rasai behtar ho jati he.jis ke natije men zehni sehat men izafa hota he.chukandar ka juice pine se quwat-e-bardasht men izafa hota he.chukandar ka juice qabz ko khatam karta he.

Recent Posts

4 Cheezen Rizq, Nazar, Aqal Aur Taqat Barhrati Hain

https://www.youtube.com/watch?v=WXujnZ8WStw

7 months ago

Health Tips in Urdu and Hindi

https://www.youtube.com/watch?v=AxeLTwTGzls

7 months ago

Totkay in Urdu | Gharelo Totkay in Urdu

https://www.youtube.com/watch?v=tTpW7X8_nfo

7 months ago