Bathua Leaves Health Benefits in Urdu

Urdutotke provides you health benefits of bathua leaves in Urdu and Roman Hindi.

bathua leaves health benefits in urdu
Bathua leaves benefits of body:
  1. Bathua leaves ek boht hi mashoor saag he.bathua leaves ki taaseer sard hoti he.
  2. Bathua leaves ko khano ke sath sath davaiyon men bhi istemal kiya jata he.
  3. Bathua leaves men wo tamam ghizai ajza paey jate hen jo ke sehat aur tawanai se bhar poor hen.
  4. Bathua leaves seene aur halaq ko naram karta he aur halaq ke waram ko khatam karta he.
  5. Bathua leaves qabz ko door karta he.garam mizaj wale logon ke liye bathua saag be had mufeed he.
  6. Bathua leaves garmi ko door karta he.
  7. Bathua leaves piyas ki shiddat ko khatam karta he.
  8. Bathua leaves mede aur aanton ko sehat bakhshta he.
  9. Bathua leaves jigar aur tilli ke marz men mufeed he.
  10. Bathua leaves har qisim ki pathri aur peshab ke jumla-e-amraz men mufeed he.Bathua ke beejon ko dawa ke tor par istemal kiya jata he.

Leave a Comment