Baby Teeth Problem Tips in Urdu

Urdutotke provides you best tips of teeth problem for baby in Urdu and Roman Hindi.

baby teeth problem tips in urdu
Best tips of teeth problem for baby:

Kuch bachon ke daant 6 mah se nikalna shuru ho jate hen aur kuch bachon ke daant der se nikalte hen.kuch bachon ke daant ba asani nikal aate hen aur kuch bachon ke daant nikalne men boht pareshani hoti he.

Jab aapko lage ke daant nikal rahe hen aur masoorhe sooj rahe hen to 2 tab sp suhaga men 1/2 tea sp kala namak mila kar 1 chutki heeng mila den.in tamam cheezon ko mix kar ke is powder ko 1/4 tea sp le kar is men 2 drops shehed milaeyn aur bachon ke masoorhe par lagaeyn.

Is amal se bachon ke daant asani se bhi nikal aate hen aur nizam-e-hazma bhi theek rehta he.

Leave a Comment